~wish munda~
03-11-2009, 10:50 PM
Biddat ka matlab deen main new cheez ka izafa kerna hai
yeh aisa gunnah hai jis ko ker k insaan toba nahi kerta
q k wo samajhta hai k us nay naik kaam kia hai
jaisay kisi nay sms kia k is kalmay ko 7 logon ko sms karo tu tumhain ek haftay main itni khushi milay gi
yeh baat humain bihat achi lagti hai but
is baat k shawahid na Quran shreef main hain na Hadees sharif main
ab app khud sochyee k humain kis tara is Biddat ka khatma kerna chahyee