PDA

View Full Version : Suggession for ChatRoom

SALMAN
08-17-2011, 01:09 PM
Dear Amins/ Moderators/ Members

main aap ko kuchh batana chahta hoon
mujhe chatting bahot pasand hai ba-sharte k woh speedly run kare..
yeh baat to sab jaante hain ki Java Chat bahot slow hoti hai comparing to IRC chat..
then.. main Ayaz bhai se specially request karna chahta hoon ki aap ek dafa koshish karein.. aur mujhe yaqeen hai ki aap karenge zaroor..

apne baare mein 2 baat kahna chanta hoon ki main pahle MSN chatrooms mein host hua karta tha aur MSN rooms IRC network par run karte thay.. yeh bahot speedy hote thay.. main jab bhi aap ke chatRoom mein aata hoon..Really koft ho jaati hai.. Latak-latak kar chalta hai.. messege abhi diya tha aur kuchh seconds baad woh show huwa.. issay baat karne ka maza jata rahta hai..

main ek site de raha hoon.. aap usko khud try karein aur dekhain ki kya difference hai IRC & Java chat mein

http://www.mibbit.com/

DEMO: http://chat.mibbit.com/ (http://wbe02.mibbit.com/?server=irc.lucidchat.net:+6697&channel=%23lucid&forcePrompt=true&promptPass=true&settings=39dcaae8764ad49e5e36ebd62c57cd83)

aap ke group mein bahot se log hain jo abroad se hain.. means wahan loadshading (electricity failure) ki problem nahi hai.. to woh log apna pc 24hrs run kar sakte hain.. aur is tarah se chat-room 24hrs alive rah sakta hai jaisa ki pahle MSN chat mein hua karta tha..

ummeed hai ki aap log meri salah par kuchh kaam kareinge aur hum sab ko ek behtar chat-room milega.. maza aaayega.. koshish to karein

regards
salman

safa
08-17-2011, 01:50 PM

Acha khayal hai agar is per amal kya jaaye......to......ye Ayaz bhai per depend karta hai...........!

SALMAN
08-17-2011, 02:13 PM
Learn about the commads regarding to IRC Chat
http://www.4-irc.com/commands

Servers
http://www.4-irc.com/servers
=========================================

Yes Safa.. aap khud ek dafa Demo wale link par try karein..
aap ko farq dikhaayi dega.. main fazool time barbaad karna pasand nahi karta
I m very much old member of SPCN chat.. after closing of MSN chat rooms
it is my profile http://www.sparkpea.net/profile.php?epuid=53ce9b4cd09cce9bd098

KOI KAAM KARIEIN TO "SALEEQAY" SE WARNA NA KAREIN

SALMAN
08-17-2011, 04:10 PM
Try it ..
http://forum.xchat.org/viewtopic.php?t=5694

AYAZ
08-17-2011, 06:47 PM
AS SALAAM O ALAIKUM.

thanks bro for your suggestion . Main pehlay IRC java chat already use kar chuka ho . In the beginning mai nei PJIRC use kara tha java chat ke liye . but itna chala nahi

Why i used this chat room . Because of its feature . all other rooms u mention are free java chat room that is available on otherwebs . For make difference u have to do differently .

I am using this chat room www.digichat.com which is paid chat room and has lots of features which is not available in IRC chat room .

if i ever plan to change the chat room i will go for flash chat room because of its advance feature . But users ko already adaat hogai hie kyon ke i am using this digichat room since 2004 and i know how its works and how to control spammer, flooders etc in digichat and it has a good interface than other java chat room around on the net .

Aap nei jo java chat batai hie wo abhi tou up hie but after sometime they gonna close because yeh company chat hoti hie promote karney ke liye free provide karti hie but still they don't have those features which is currently available in the dg-chat that i am using and we gonna improve it .

Slow chat is may be problem with your internet connection or you can set the flow of the chat from setting>options> in the chat room .

Thanks
Best regards

Desi Boy
02-19-2012, 08:25 PM
thread must do close now ..

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.