PDA

View Full Version : zindagi mukhtasir afsana


Shaam
08-16-2011, 01:29 PM
...... janey walei musafir bara e meherbani counter no 3 pei report karein - shukria

aoonouncer ki awaz ne us ko chonka dia. socho ke gardaab sei nikal ke us ne apna saman uthaya. samaan bhi kai tha. ek charmi bag aur chand kaprey.

chalo Mr tum ne wo sab kia jo jo tum ne nahi chaha. aaj yah zameen bhi chordo. wo hanle se hansa aur adhi cigg ko side pe rakhey ash tray me masal dia.

yeh sab tou mei nei nahi chaha tha . phir sei socho ka koi samnder us ke zehen o dil me utarney laga. me kio karaha hoo yah sab. yaha koi kami tou nahi phir yah sab chor kar? kio

kia koi ek insan itna imp hoskata hai ke us ke bagher itni veerani hojaye.

shut up just shut up . us ke ander jaiseuy koi zore sei cheenkha

han nahi guzra jata un rasto sei
nahi dekha jata mujh sei aisey
mei kudh ko aziyat deike khush hota hoo
lekin me hmmmm

wah Miss Kanwal Siddiqui, ek insaan pe sahi ikhtiaar mila tumko. cigg jala kar wo counter pe khara hogaya.

passport please -

us ne bahar dekha jahaz tayar tha.

chaltey huway exit ramp per us ne peechey mur ke dekha. door kuch muhabbat karne walei hath hiltey hway nazar aaye....


aagei thora sa andhera hai .
parwa kis ko hai

AYAZ
08-16-2011, 02:30 PM
samj nahi aiya :s

Shaam
08-16-2011, 05:39 PM
lolz
mujhey bhi


afsaney kisi chaotey sei pal ko define kartey hain
koi anjaam nahi hota
koi shuruwaat nahi
bus ek pas e manzar hota hai


hmmmm


so loge alfaz pe dhiyan dein
maqsad tou aaa hi na jaye

AFghani_Laila
08-16-2011, 05:46 PM
Mujhe Samaj Ayi Lekin Kya WO LAfzo MAi Bayaan Nahi Kar Sakti Muhtaram is Afsane mai Bohut Kuch TA Jis Jo Parh Ke
Insaan Socho MAi Gum Ho Jata Hai
JAZAAKAALLAH For Sharring :)

Shaam
08-20-2011, 10:01 PM
ji isi liya kuch uljha sa hai

CaReLeSs
08-21-2011, 02:56 AM
Nice
Thanks For Sharing...

fog
08-22-2011, 10:54 PM
hmmm

nicely written

Shaam
08-23-2011, 03:37 PM
shukria

)*¤° ąℓɨƶą ąhʍ€ď °¤*(
08-23-2011, 03:38 PM
nic esharing.......

Shaam
08-23-2011, 03:42 PM
thanks GT

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.