~!~hasnain~!~
04-06-2011, 12:38 PM
mein ne bahut sy dost banaey
kuch bahut khas
kuch bohat piyary
kuch mery raz-dar
kuch ka mein raz-dar
kuch shehr chor gaey
to kisi ne ghar badal liya
kisi ne mjy chor dia
or kisi ko mein ne
kuch doston sy rabta hy
kuch sy nahi
koi apni ana' ki waja sy rabta nahi krta
kahein meri ana' mjhy rokti hy
wo sb jaisy b hain,
jahan b hain,
mein ab b unhein yad krta hon
q k
mein ne un k sath
apni zindagi k yad-gar din guzary hain
~!~ LIVE LONG MY FRIENDS... ~!~
kuch bahut khas
kuch bohat piyary
kuch mery raz-dar
kuch ka mein raz-dar
kuch shehr chor gaey
to kisi ne ghar badal liya
kisi ne mjy chor dia
or kisi ko mein ne
kuch doston sy rabta hy
kuch sy nahi
koi apni ana' ki waja sy rabta nahi krta
kahein meri ana' mjhy rokti hy
wo sb jaisy b hain,
jahan b hain,
mein ab b unhein yad krta hon
q k
mein ne un k sath
apni zindagi k yad-gar din guzary hain
~!~ LIVE LONG MY FRIENDS... ~!~