ROSE
12-23-2009, 10:54 AM
Hazrat Abu Huraira (r.a) se rawayat hai, keh rasool Allah S.a.w ne jumme ke zikar main aik dfa farmaya k is din aik aesi ghari ati hai jis main agar koi musalman banda khara namaz parh raha ho or koi cheez Allah pak se mange to Allah pak ise wo cheez zror deta hai,Hath ke ishare se Ap (s.a.w) ne batlaya ke wo sa'at bohat thori si hai