PDA

View Full Version : Aurat ka HUSN


Humaila
09-24-2008, 11:03 PM
"Aurat ka husn do baton mein hai: 1. Usay koi ghair mehrum na dekhe.. 2. Woh kisi ghair
mehrum ko na dekhe. SYEDA FATIMA(R.A)
...........

Lekin aaj kal kya horaha hai???.. yhei key mein ossey passand karti hoon, aur agley din who nahi balkey koi aur.. Aur yhe bhi kaafi larkion mein hai key, hijab nahi karna.. Full-make-up, Aise kapre aaj kal chal rahey hai jo opposite sex ko attractive kartey hai.. .. Aurat ka husn make-up mein yha short clothes pehne mein nahi hai.. balkey osska husn hai osski haya.. Osski nighao mein osski haya honi chahie.. Key who kissi ghair-mehrm ko dekhe hi na.. ..
..Islam humey sub kuch sikhata hai, lekin hum sikna hi nahi chahtey.. Agar hum islam ko follow karney ki koshish karey.. To humari yhe zindagi aur akhirat bhi achi hoon..
Allah(swt) hum sub ko achey amal karney ki tofeeq de:: AMIN..

umair8005
10-06-2008, 12:29 PM
gud .....MASHALLAH
aaj kl prda krne waloun ko shiddatpasand kaha jata hy..daqyanoos kaha jata hy...
aaj kl baighariti ko he husan nd fashion kaha jata hy.......jo jitna bareek suit pehne usay sb shahbash dete hyn...k zabardast suit hy...

fhx 4 sharing..........

ShahTaJ
10-11-2008, 01:03 AM
sahi kaha ap logo ne esa hi ho raha hai aj kal
thanx 4 sharing

! HEER
10-11-2008, 01:06 AM
nice vary nice

Beod
10-11-2008, 01:07 AM
sahi kaha ap logo ne esa hi ho raha hai aj kal
thanx 4 sharing

:odekho kaun bol raha hain :o

safa
10-13-2008, 07:20 PM
v good

SHAYAN AKHTER
10-13-2008, 08:22 PM
Shabash humaila

Hussain
10-13-2008, 11:50 PM
wow

bht khoob

tfs

@ beod

:10:

M A H i
11-06-2008, 10:50 AM
ASALAM-O-Alkikum

beshak islam humein (mard aur aurat) ko sub kuch sikhata hai...
jahan auratoon k hijab ki baat aati hai wahan murdo'n ko b nazrein neechi rakhny ka hukum hai
Allah hum sabko uspar chalny ki tofeeq ata farmaye..(AMEEN)

any ways..
GOOD JOB!
tfs

Hamzaking
12-20-2009, 11:50 AM
nice sharing

Abewsha
09-01-2011, 06:37 AM
JAZAKALLAH...
allah hum ko aisa bana de k
hum har kam teri marzi k
mutabik karein ameen

Copyright ©2008
Powered by vBulletin Copyright ©2000 - 2009, Jelsoft Enterprises Ltd.