CollectioN....... - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Poetry » Urdu Poetry Categories » Miscellaneous/Mix Poetry » CollectioN.......
Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !!

Advertisement
 
Post New Thread  Reply
 
Thread Tools Display Modes
(#1)
Old
~ Bikhre Lamhe ~ ~ Bikhre Lamhe ~ is offline
Koi Tu Ho
 


Posts: 7,158
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender: Male
Loading CollectioN....... - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-29-2009, 02:56 AM








Rat Jagon K Sehra Mein Khwaab Jab Ujar Jayin Tum Udaas Mat Hona
Zindagi K Maile Mein Hum Agar Bichar Jayin Tum Udaas Mat Hona

Jin Pe Naam Likhe Houn Un Ujaar Shakhon Par Kab Bahar Aati Ha
Arzoo Ki Tehnai Se Jab Gulaab Jhar Jayin Tum Udaas Mat Hona

Jaan Kya Zaroori Ha Dasht-e-Narsai Mein Ek Dua Bi Poori Ho
Hum Agar Rawajon Ki Sooliyon Pe Char Jayin Tum Udaas Mat Hona

Waqat Ek Drinda Ha Our Hum Sabhi Is Ki Dehshaton Ki Zad Mein Hain
Jab Ye BySakon Lamhe Apni Zid Pe Aar Jayin Tum Udaas Mat Hona

Jaber Ki Fizaon Mein Muskura K Jee lena Ye Bhi Ek Ibadat Ha
Chahe Karb K Saaye Mere Qad Se Bhar Jayin Tum Udaas Mat Hona

Kuch Bi Ho Magar Apne Dilnasheen Tabasum Se Zabt Ka Bharam Rakhna
Chahe Hum Bichad Jayin Kyun Na Hum Ujar Jayin Tum Udaas Mat Hona

 






Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan

~ Bikhre Lamhe ~
Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
(#2)
Old
~ Bikhre Lamhe ~ ~ Bikhre Lamhe ~ is offline
Koi Tu Ho
 


Posts: 7,158
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-29-2009, 03:10 AM










Pehli barish pehli khwaish
pehla jazba pehla waada

pehli khushbu pehla aansoo
Chup chup rehna

soch main parna
jo bi kehna tashna kehna

toote fiqra aadha jumla
jalti sansin thandi aahin

bhojal palkin saahir aankhin
dhani Jora, sabz dupatta

lambe gaiso qatil khushbu
ek pehar main

ek jag beeta
dono k dil zoor se dhadke

bijli chamki badal garja
dar k muj se lipat gayi tum

main ne tum ko zoor se thama
wasal ki is pehli barish main

kiya kuch khoya kiya kuch paya
Barish ki ye pehli boondin

kaisa jadu karti hain
Dil se khoon k katre le kar

meri ankhin barast hain
Barish k is deebache se

kitne manzar khulte hain

 






Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan

~ Bikhre Lamhe ~
(#3)
Old
~Pr!nCe$s UrOoJ~ ~Pr!nCe$s UrOoJ~ is offline
 


Posts: 48,020
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: KaRaCh!
Gender: Female
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-29-2009, 03:22 AM

both r vvvvvvvvvv nice

 


















I Dont Need A Lot Of People Who Are Ready To Cry When !D!e ..
!Need Just One Person Who Is Ready To D!e When i Cry..!!!

(#4)
Old
~ Bikhre Lamhe ~ ~ Bikhre Lamhe ~ is offline
Koi Tu Ho
 


Posts: 7,158
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender: Male
Default Thanks UrooJ - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-29-2009, 03:33 AM







Zindagi main kami si lagti ha
Ye Muje ajnabi si lagti ha

Aik lamha howa juda ho kar
Muj ko lekin sadi si lagti ha

Ghar Jalana tu us ka paisha ha
Un ko ye rooshni si lagti ha

Dil main jazba nai ha ulfat ka
Rah bari rahzani si lagti ha

Byqarari Ghutan teri chahat
Muj ko ye Aashiqi si lagti ha

Dard ki dastan likhta houn
Un ko ye Shairi si lagti ha

 






Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan

~ Bikhre Lamhe ~
(#5)
Old
~ Bikhre Lamhe ~ ~ Bikhre Lamhe ~ is offline
Koi Tu Ho
 


Posts: 7,158
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender: Male
Loading Hum Ko Tum Kho Do Ge - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-29-2009, 03:49 AM










Meri Roh Nikalne Wali Ho gi
Meri Saans Bikherne Wali Ho gi

Phir Daman Zindagi Ka Chote Ga
Dhaga Saans Ka Bi Toote Ga

Phir Wapis Hum Na Aayin ge
Phir Hum Se Koi Na Rothe Ga

Phir Aankhon Main Noor Na Ho ga
Phir Dil Gham Se Choor Na Ho ga

Us Pal Tum Hum Ko Thamo Ge
Hum Se Dost Apna Mango Ge

Phir Hum Na Kch Bi Bolin Ge
Aankhin Bi Na Kholin Ge

Us Pal Tum Ro Do G
Hum Ko Tum Kho Do Ge

 






Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan

~ Bikhre Lamhe ~
(#6)
Old
~ Bikhre Lamhe ~ ~ Bikhre Lamhe ~ is offline
Koi Tu Ho
 


Posts: 7,158
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender: Male
Default main chand Khwaab zamaane mein chod aaya tha - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-29-2009, 03:57 AM











Zara si baat pe har rasam tod aaya tha
dil-e-tabah ne bi kya mizaaj paya tha

maaf kar na saki meri zindagi muj ko
wo ek lamha k main tuj se tang aaya tha

shagufta phool simat kar kali bane jaise
kuch is tarah se tu ne badan churaya tha

guzar gaya ha koi lamha-e-sharar ki terah
abi tu main use pehchan bi na paya tha

pata nai k mere baad un pe kya guzari
main chand Khwaab zamaane mein chod aaya tha

 






Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan

~ Bikhre Lamhe ~
(#7)
Old
~ Bikhre Lamhe ~ ~ Bikhre Lamhe ~ is offline
Koi Tu Ho
 


Posts: 7,158
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Feb 2009
Location: canada
Gender: Male
Unhappy bywafa ka tu bus ek ilzaam de de - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-29-2009, 04:20 AM











muje chal aaj ek paigaam de de
usme is rishte ko ek naam de de

bhatak gaya houn main chalte akela
ab mere safar ko ek mukaam de de

arsa howa koi khabar naa li meri
ab to apne aashiq ko ek shaam de de

inteha ho chuki ab sabar ki mere
ab mere pyaar ko ek anjaam de de

chala jayon ga main dunia se teri
bywafa ka tu bus ek ilzaam de de

 






Agar wo pochin tu un se kehna un ka aashiq basta tha yehan
Dikhana un ko wo peepal ka peid
our kehna gaane wo tenhai mein gungunata tha yehan
Le jana un ko darwaze pe our kehna intezar
wo kiya karta tha yehan
Phir rakhna ungli dil pe our kehna
Shikayat karta tha k dard hota ha yehan

~ Bikhre Lamhe ~
(#8)
Old
SHAYAN SHAYAN is offline
 


Posts: 84,290
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Gender: Male
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-29-2009, 01:11 PM

Osum Collection.. Keep It Up..

 

(#9)
Old
K@IN@@T K@IN@@T is offline
 


Posts: 13,084
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2009
Location: In The World of Reality
Gender: Female
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-29-2009, 01:19 PM

very nice collection

 



[IMG][/IMG]
Thousands Of Yesterdays Have Gone, Millions Off Tomorrows Come,BUT, There Is Only ONE "TODAY",So, Enjoy You TODAY & Don't LIVE In WHT IS NOT TODAY."
[SIGPIC][/SIGPIC]
(#10)
Old
safa safa is offline
 


Posts: 21,143
My Photos: ()
Country:
Join Date: Aug 2008
Location: India
Gender: Female
Default >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   05-29-2009, 07:06 PM

nice collection............Sir

 

Post New Thread  Reply

Bookmarks

Tags
collection

« Previous Thread | Next Thread »

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
sms collection DI@ English Sms 16 10-23-2011 03:31 AM
––––•(-•DUA'S Collection•-)•–––– Maharani Say For Islam 14 09-01-2011 06:20 AM
My own collection Emaan_88 English Poetry 36 06-03-2010 02:54 PM
My collection !«╬Ĵamil Malik╬«! Miscellaneous/Mix Poetry 307 08-06-2009 04:45 PM
~~!~~$a!Ra's CollectiOn~~~~!`~~~~ $@!RA Miscellaneous/Mix Poetry 8 12-12-2008 09:21 PM


All times are GMT +5. The time now is 07:51 PM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG