Meri Pasand (Hopefully aap ko b pasand aayegi) - Page 3 - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Poetry » Urdu Poetry Categories » Miscellaneous/Mix Poetry » Meri Pasand (Hopefully aap ko b pasand aayegi)
Miscellaneous/Mix Poetry !! All Miscellaneous/Mix poetry share here !!

Advertisement
 
Post New Thread  Reply
 
Thread Tools Display Modes
(#21)
Old
masoodjee masoodjee is offline
It's good to be bad
 


Posts: 1,102
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2011
Location: C:\WINDOWS\system32
Gender: Male
Default Re: Meri Pasand (Hopefully aap ko b pasand aayegi) - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-16-2011, 09:38 AM

Mohabbat ki musaafat mein

Musafir k palatney ka

Koi rasta nahi hota

Wo saari kashtiyaan apni

Jala detey hain sahil per

Palatna bhi agar chahen

To wapas aa nahi saktey

 

Sponsored Links
(#22)
Old
masoodjee masoodjee is offline
It's good to be bad
 


Posts: 1,102
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2011
Location: C:\WINDOWS\system32
Gender: Male
Default Re: Meri Pasand (Hopefully aap ko b pasand aayegi) - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-16-2011, 09:50 AM

Tu apny FUN se Meri CHAHAT ko AAZMA k DIKHA!
Main TOOT-TA hoon Tu phir se mujhy BANA k DIKHA!

Tere BADAN mein LAHOO bun k DORRTA hoon main!
Tujhy ANAA ki QASAM hay Mujhy BHULA k DIKHA!

Main itny DARD mein b QEHQAHY lagata hoon!
Tu EK DUKH mein mujhy sirf MUSKURA k DIKHA!

Tujhy to main ne HAMESHA MANAYA hay lekin,
Main AAJ ROOTH chala hoon Mujhy MANAA k DIKHA..

 



Ɖσ ʏσʋ ℓσѴɛ мɛ?
Ƥℓɛαƨɛ ℓιɛ αи∂ ƨαʏ...


ʏɛƨ...

(#23)
Old
kazama kazama is offline
 


Posts: 2,621
My Photos: ()
Country:
Join Date: Mar 2011
Gender: Male
Default Re: Meri Pasand (Hopefully aap ko b pasand aayegi) - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-16-2011, 09:53 AM

really nice sharing so thanks...

 

(#24)
Old
masoodjee masoodjee is offline
It's good to be bad
 


Posts: 1,102
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2011
Location: C:\WINDOWS\system32
Gender: Male
Default Re: Meri Pasand (Hopefully aap ko b pasand aayegi) - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-16-2011, 01:20 PM

Quote:
Originally Posted by kazama View Post
really nice sharing so thanks...
Thanx Kazama

 



Ɖσ ʏσʋ ℓσѴɛ мɛ?
Ƥℓɛαƨɛ ℓιɛ αи∂ ƨαʏ...


ʏɛƨ...

(#25)
Old
masoodjee masoodjee is offline
It's good to be bad
 


Posts: 1,102
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2011
Location: C:\WINDOWS\system32
Gender: Male
Default Re: Meri Pasand (Hopefully aap ko b pasand aayegi) - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-16-2011, 01:26 PM

Aasman ke rangon mein rang hai shahabi sa
Dhiyaan mein hai phir chehra eik mahtabi sa

Phir hawa chali shayad bhoole bisre khwabon ki
Dil mein utth raha hai kuch shoq iztarabi sa

Tum ajeeb qatil ho, rooh qatal kerte ho
Daaghte ho phir maatha chaand ki rakabi sa

Harf pyar ke saare aa gaye thay aankhon mein
Jab liya tha haathon mein chehra wo kitabi sa

Kaun keh gaya hai maut tootney se aati hai
Phool ne bikher ke baagh ker diya gulabi sa

Manzaron ne kirnon ka perahan jo pehna hai
Meine us ka rakha hai naam aaftabi sa

 



Ɖσ ʏσʋ ℓσѴɛ мɛ?
Ƥℓɛαƨɛ ℓιɛ αи∂ ƨαʏ...


ʏɛƨ...

(#26)
Old
masoodjee masoodjee is offline
It's good to be bad
 


Posts: 1,102
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2011
Location: C:\WINDOWS\system32
Gender: Male
Default Re: Meri Pasand (Hopefully aap ko b pasand aayegi) - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-16-2011, 01:30 PM

Jab Bhi khushboo sa mere dil ne bikharna chaha
Rang Phoolon ne mere khoon mein bharna chaha

Rah mein soch ki deewar uthaa di usne
Uljhanon se jo kabhi meine guzarna chaha

Meri taqdeer se wo baab’e'asar band mila
Jab dua’on ke parindon ne uterna chaha

Chal diya saath hi mere teri yaadon ka hujoom
Rah se zeest ki tanha jo guzarna chaha

Jaal phela diye kya kya mere andeshon ne
Jab bhi lamhaat ki mojon mein uterna chaha

 



Ɖσ ʏσʋ ℓσѴɛ мɛ?
Ƥℓɛαƨɛ ℓιɛ αи∂ ƨαʏ...


ʏɛƨ...

(#27)
Old
masoodjee masoodjee is offline
It's good to be bad
 


Posts: 1,102
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2011
Location: C:\WINDOWS\system32
Gender: Male
Default Re: Meri Pasand (Hopefully aap ko b pasand aayegi) - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-16-2011, 01:35 PM

Ye nahi ke saare jahan men mujhe humsafar nahi mila
Sabhi Aitabar ke sath the koi muatabar nahi mila

Meri nabz choo ke to dekhta ke shikasta dil ki sada hai kya
Mera la-ilaaj marz na tha, koi charagar hi nahi mila

Kabhi sheher chaan liye gaye kahin khaimey taan liye gaye
Jise dekhta tha men khwaab men, mujhe wo nagar hi nahi mila

Mujhe wo makee'n hi nahi mile jinhen meri zaat se piar ho
Jise apna ghar men samajh sakoon, mujhe aisa ghar hi nahi mila

Raha muztarib mera shoq bhi, mera sajda karne ka zauq bhi
Mujhe sang-e-rah to bohut mile, tera sang-e-dar nahi mila

Sabhi apne apne giroh ke, ghum arzoo ka shikar the
Kise men dikhata ye zakhm-e-dil, koi deeda-war hi nahi mela

 



Ɖσ ʏσʋ ℓσѴɛ мɛ?
Ƥℓɛαƨɛ ℓιɛ αи∂ ƨαʏ...


ʏɛƨ...

(#28)
Old
masoodjee masoodjee is offline
It's good to be bad
 


Posts: 1,102
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2011
Location: C:\WINDOWS\system32
Gender: Male
Default Re: Meri Pasand (Hopefully aap ko b pasand aayegi) - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-16-2011, 01:37 PM

Raat k khwaab sunain kis ko, raat k khwaab suhaane hain
Dhundhle dhunldhe chehrey they, per sab jaane pehchane thay

Ziddi, wehshi, alhar, chanchal, methey log, rasiley log
hont un k ghazloo.n k misrey, aankhoo.n main afsaane thay

Wehshat ka unwaan humaari, in main sey jo naam bani
Dekhain gay tu log kahain gai, Insha Jee dewane thay

Ye larki tu in galiyoo.n main roz hi ghoma karti thi
Is sey in ko milna tha tu is k laakh bahane thay

Hum ko saari raat jagagya, jaltey bujhtey taaroo.n nay
Hum kyu un k dar per utrey, kitne aur thikaane thay

 



Ɖσ ʏσʋ ℓσѴɛ мɛ?
Ƥℓɛαƨɛ ℓιɛ αи∂ ƨαʏ...


ʏɛƨ...

(#29)
Old
masoodjee masoodjee is offline
It's good to be bad
 


Posts: 1,102
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2011
Location: C:\WINDOWS\system32
Gender: Male
Default Re: Meri Pasand (Hopefully aap ko b pasand aayegi) - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-16-2011, 01:39 PM

bechara dil to dil hai
khwahishon ka ghulam aur dukhon ka ghar
justajo-e-ishq mein
kai bar
terey der pe aya tha
tuney bhi kai bar mera intizar kiya tha
phir tera intezar itna taweel hua
k sub kuch beh gaya
jab main lot ker aya
tu kisi aur ka tha
teri ankhon mein chupa dard
main ne dekha tha
aur mera dil
toot gaya tha !!!

 



Ɖσ ʏσʋ ℓσѴɛ мɛ?
Ƥℓɛαƨɛ ℓιɛ αи∂ ƨαʏ...


ʏɛƨ...

(#30)
Old
masoodjee masoodjee is offline
It's good to be bad
 


Posts: 1,102
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Apr 2011
Location: C:\WINDOWS\system32
Gender: Male
Default Re: Meri Pasand (Hopefully aap ko b pasand aayegi) - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   04-16-2011, 01:42 PM

Maine poocha kaise ho
Badley ho ya waise ho

Roop wohi, andaaz wohi
Ya phir is mein koi kami

Hijr ka kuch ehsaas to hoga
Koi tumharey paas to hoga

Ham bichre ye majboori thi
Kab manzoor mujhey doori thi

saath hamaara kab chhuta hai
Rooh ka rishta kab toota hai


Aankh se jo aansu behtey hain
Tum ko khabar hai kya kehtey hain

Maine kaha aawaz tumhaari
Aaj bhi hai humraaz hamaari

Phool wafa ke khil jaayenge
Ek din phir ham mil jaayenge

 



Ɖσ ʏσʋ ℓσѴɛ мɛ?
Ƥℓɛαƨɛ ℓιɛ αи∂ ƨαʏ...


ʏɛƨ...

Post New Thread  Reply

Bookmarks

Tags
aap, aayegi, meri, pasand

« Previous Thread | Next Thread »

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
{{kun se users ko aap hug dena pasand karein gey}} !~*AdOrAbLe*~! Posting Games 1819 07-08-2012 07:03 PM
**** meri pasand **** umair8005 Jewellery 21 01-09-2012 04:42 PM
dedicated to my mahum sis hope mahum sis aap ko yeh song pasand ayay K@IN@@T Share Your Favourite Videos 7 05-31-2011 07:24 PM
Pasand Hamzaking Posting Games 2 10-26-2009 07:33 PM
meri pasand jante ho? ~ Bikhre Lamhe ~ Miscellaneous/Mix Poetry 10 10-25-2009 03:42 PM


All times are GMT +5. The time now is 06:29 PM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG