~~Kuch YaaDein Mari Dairy Sy~~ - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Poetry » Urdu Poetry Categories » Members Poetry Collections » ~~Kuch YaaDein Mari Dairy Sy~~
Members Poetry Collections !! Share your Poetry Collections Here !!

Advertisement
 
Post New Thread  Reply
 
Thread Tools Display Modes
(#1)
Old
-|A|- -|A|- is offline
BaiKaar MemBer !!
 


Posts: 8,871
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: karachi,Pakistan
Gender: Male
bfl ~~Kuch YaaDein Mari Dairy Sy~~ - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   08-25-2008, 07:30 PM

Assalam o Alaikum ..
Wellcome 2 all POetry L0verz ..!!
Its My New Threadz pOetry .. So Guyz Join Us & alSo Share ur Memories Urs COllection wid us ..
Be SaFe..!!
L0ve you All

FE AMAAN ALLAH

 






’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔،

Last edited by -|A|-; 12-07-2010 at 05:43 PM..
Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
(#2)
Old
-|A|- -|A|- is offline
BaiKaar MemBer !!
 


Posts: 8,871
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: karachi,Pakistan
Gender: Male
mini Muhabbat khud bataati hey - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   08-25-2008, 07:35 PM

Muhabbat khud bataati hey
Kahan kis ka thikana hey
Kisey aankhon main rekhna hey
Kisey dil main basana hey
Reeha kerna hey kis ko or
Kisey zanjeer kerna hey
Meetana hey kisey dil sey
Kisey tehreer kerna hey
Gheronda kab girana hey
Kahan taameer kerna hey
Isey maloom hota hey safar dushwar kitna hey
Kisi ki chashm-e-geriya main chupa iqraar kitna hey
Shajar jo girney wala hey who sayaadaar kitna hey
Safar ki her saoubat or temazat yaad rekhti hey
Jisey saaary bhula daalen
MUHABBAT YAAD REKHTI HEY

 






’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔،
(#3)
Old
-|A|- -|A|- is offline
BaiKaar MemBer !!
 


Posts: 8,871
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: karachi,Pakistan
Gender: Male
mini "Yaqeene Kamil" - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   08-25-2008, 07:39 PM

"Yaqeene Kamil"

Mere Mola..!
Mere Malik..!
Mujhe is ka yaqeen hai k
Mujhe teri nigahoon me koi mansab dilane ko
Mujhe tera banane ko
Mere sare gunahoon ko yakmusht hi mitane ko
Wo ik ansoo hi kafi hai
Jo tere khauf se nikla.
Jo tere khauf se nikla

 






’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔،
(#4)
Old
-|A|- -|A|- is offline
BaiKaar MemBer !!
 


Posts: 8,871
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: karachi,Pakistan
Gender: Male
mini fOr Maa..! - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   08-25-2008, 07:44 PM

Achanak Phir Bachaya hai
Kisi Naadeeda Hasti ne
Mager kase hoa Ye Moajza
Maloom kerna hai
Tujhe Kuch yaad Hai...
Me kal Tujhe kab yaad aya tha..???
Mujhe Ayy Maa....!
Tera Waqte Dua Maloom kerna hai
haan Maloom kerna hai ..!


Is kainaaat ki Sabse Khubsuraaat Hasti Maaaa K naaam......!

 






’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔،
(#5)
Old
-|A|- -|A|- is offline
BaiKaar MemBer !!
 


Posts: 8,871
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: karachi,Pakistan
Gender: Male
mini Suno Aai Chaand Si Ladki....! - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   08-25-2008, 07:46 PM

Suno Aai Chaand Si Ladki....!

Suno.....Aai Chaand si ladki
Abhi Tum keh rahi thi naa
Tumhe Mujh se Mohabbat ho nahi sakti
Chalo Mana K ye Sach hai
Mager Aai Chand si ladki...!
Mujhe itna bata do tum
K jab mosam badalte hain
Guloon me Rang bharte hain
To phir Q muztarib ho ker
Akele Pun se Ghabraa ker
Hawa ko Raaz deti ho
Mujhe Aawaaaz deti ho
Suno....AAi Chand si ladki
Tumhare Saamne koi mera jab naam leta hai
To phir Q chonk jati ho??
Chalo Maana Tumhe Mujhse Mohabbat ho nahi sakti
Magar itna samajh lo Tum
Jahan Chahat nahi hoti
Wahan Nafrat k hone ka koi imkaaan nahi hota
Mera Daawaaa hai chahat me,
Jahan Nafrat Nahi hoti,
Wahan Aksar ye dekha hai
Ager kuch waqt kat jai,
Same ki Dhooool Chat Jai,
To Wehshat Bhaag Jati Hai
Mohabbat....Jaag Jati hai

 






’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔،
(#6)
Old
-|A|- -|A|- is offline
BaiKaar MemBer !!
 


Posts: 8,871
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: karachi,Pakistan
Gender: Male
mini Bina Ik Lafz Bolay Wo Gaya Or Phir Nahi Aaya - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   08-26-2008, 05:14 PM

Bina Ik Lafz Bolay
Wo Gaya Or Phir Nahi Aaya
bazahir aam lehjay main
kaha tha main ne jab us se
"badal lo raasta apna
juda rahain yaheen karlo
hamaray chahnay na chahnay se
kuch nahi hota
ye hi sach hai ke hum do mukhtalif
raston ke raahi hai
to phir kion dil ki manain hum
shuru main manti hoon main
azziyat dil ko pohanchay gi
magar phir waqt guzray ga
sabhi zakhmon ko bhar de ga"
meray is aam se lehjay pe wo
ik pal ko chonka tha
meri aankhon main aankhain daal kar
hairat se poocha tha
"ye sab jo keh rahi ho khud ko ye samjha bhi pao gi?"
bohat hi jee karda kar ke
main us dam muskuraii thi
bohat khud pe jabar kar ke
main us se keh ye payi thi
meri tum fikr rehnay do
sambhal jaoon gi main khud hi
sabhi zakhmon ko sii loon gi
bhula kar sari batoon ko
akaili bhi main jee loon gi
buhat hi be yaqeen aakhoon se
us ne mujh ko dekha aur
Bina ik lafz bolay wo gaya or phir nahi aaya
aur ab tark_e_taalluq ko
agarche umar beeti hai
magar is dil pe us ki zaat ka
jo naqsh qaaim tha
kabhi dhundla nahi hota
mujhay mehsoos hota hai
ke jaisay meray kanoon main
wo apni bolti aankhoon se
sargoshi si karta hai
"WO SAB JO KEH RAHI THEEN
KHUD KO WO SAMJHA BHI PAI HO..?
"

 






’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔،
(#7)
Old
-|A|- -|A|- is offline
BaiKaar MemBer !!
 


Posts: 8,871
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: karachi,Pakistan
Gender: Male
mini ~ Suno Larki ~ - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   08-26-2008, 05:19 PM



suno larki...
meri maano abhi tum ishq mat karna
abhi gurrya se khelo tum
tumhaari umr hi kya hai
faqat athra baras ki ho
abhi masoom bachi ho
nahin maaloom abhi tumko k jab ye ishq hota hai
to insaan kitna rota hai
sitaaray toot jatay hain
saharay chhoot jatay hain
abhi tum ne nahi dekha k
jab saathi bichhartay hain.....
to kitna dard hota hai
k har forqat k mosam main
hazaro gham ubhartay hain
hazaro zakhm khultay hain
suno larki...
meri maano parhaayi par tawajo do
kitaabon main gulabon ko......
kabhi bhoolay se mat rakhna
kitaabain jab bhi kholo gi
ye kaanton ki tarah dil main chubhengay,
khoon bahayengay
tumhain pehron satayengay
kisi ko khat nahin likhna
likhayi pakrri jaati hai
barri ruswayi hoti hai
kisi ko phone mat karna
sadayain dil dukhati hain
wo awazain satati hain
meri nazmain nahin parhna
ye mehshar ko utha degi
tumhain pagal bana degi
"suno larki... meri maano "
"abhi tum ishq mat karna "

 






’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔،
(#8)
Old
-|A|- -|A|- is offline
BaiKaar MemBer !!
 


Posts: 8,871
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: karachi,Pakistan
Gender: Male
mini umr-e-rawan ... - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   08-26-2008, 05:27 PM

Aay umr-e-rawan zara Aahista Chal...
Kuch khawab hain jin ko likhna hai
Tabeer ki soorat deni hai
Kuch loag hain ujry dil waly
Jinhain apni muhabbat se abad karna hai
Kuch phool hain jin ko chunna hai
Aur haar ki soorat deni hai
Kuch apni nend baqi hai!
Jisy bantna hai kuch logun main
Un ko b tu rahat deni hai
Aay umr-e-rawan
Aahista chal
Abhi khasa qerz chukana hai.



YeA GHazal bhe khOOb ghazal hai ... hum loG bhe jiye he ja rahy hain bus apnay liye.. or kabhi Socha he nahin k zIndaage hai tou Zindage ka koi Maqsaad bhe huga... magar bhala kis k pas tIme hai itna sochna ka.. na app kay na maray pass .. kisi ko kuch na day sakhta hon tou buss aik Smile he dayDo... ..!!
ALwAYz be happy u all ..!




join party.. its party time yAAHOOoo..!!

 






’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔،
(#9)
Old
-|A|- -|A|- is offline
BaiKaar MemBer !!
 


Posts: 8,871
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: karachi,Pakistan
Gender: Male
Clap Clap For Ahmed Faraz.. - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   08-26-2008, 05:32 PM

Wo jo aa jate the ankhoon me sitaare le ker
Jaane Kis Des gai Khwaab hamare le ker

Chaa'aon me Bethne wale hi to sab se pehle
Pair Girta hai to aa jate hain Aa're le ker

Wo Jo Asooda'e Saaahil Hain,Unhe Kya maloom
Ab K Mauj aai to Palte gi kinare le ker

Sheher waloon ko kahain Yaad hai wo Khawaab Farosh
Phirta Rehta Tha Jo Galyoon me Gubaare le ker

Naqde Jaan Sarf hoa Kulfate Hasti me Faraaz
Ab jo zindaa hain to Kuch Sansaain Udhare le ker



Yea Ghazal Ahmed Faraz kee hai ..! Ajj woh Humare Darmeeyaan nahin hain ...per On ki yea NAzmain Yea Ghazalain hamesha humaray sath rahay ge or Hum LogoUn ko Un ki YAAD Dil Latti rahaygi ..
Allah Unhaay JANNAT mai Jannat-e-FIRDOs Ata farmaye.. Ameen Summa Ameen ..!

 






’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔،
(#10)
Old
-|A|- -|A|- is offline
BaiKaar MemBer !!
 


Posts: 8,871
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: karachi,Pakistan
Gender: Male
mini Ye jo khawahishon k hain silsile - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   08-26-2008, 05:35 PM

Ye jo khawahishon k hain silsile
Ye ajeeb tarz k hain silsile
Yahan manzilain hain qadam qadam
Yahan justaju hai nafas nafas
Kae manzilon tak pohanch gae
Kae raste main hi kho gae
Kae ho gae hain shikastapaa
Kae thak k raah main so gaye
Kae zindagi k suragh main
Kae moat k bujhte charagh main
Dhund rahe hain wohi manzilain
Jahan pohanch kar woh ja millain
Unhi khwahishon se jo mil gaen
Unhi aarzoon se jo na mil sakeen
Yhan aik baat hai mushtrik
Wo jo mil gae,woh jo na mile
wo jo pa gae ,woh jo kho gae
sabhi khwhishon k aseer hain
Sabhi manzilon k rahgeer hain
Sabhi zindagi ki justaju main
Hain moat ki jaanib Rawa’n Dawa’n
Har shay yahan hain dhuan dhuan
Jo kal huwa ya na huwa
Magar khwahishon k yeh silsile
Rahain ge aise hi DambaDam

 






’’بہترین کلام اللہ کا کلام ( قرآن کریم ) ہے اور بہترین ھدایت و طریقہ حضرت محمد صلی اللہ علیہ و سلم کا لایا ھوا دین ہے ۔،
Post New Thread  Reply

Bookmarks

Tags
dairy, kuch, mari, yaadein

« Previous Thread | Next Thread »
Thread Tools
Display Modes

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off


All times are GMT +5. The time now is 07:32 PM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG