بدعت کیا ہے؟ - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Islam » Islamic Issues And Topics » بدعت کیا ہے؟
Islamic Issues And Topics !!! Post Islamic Issues And Topics Here !!!

Advertisement
Post New Thread  Reply
 
Thread Tools Display Modes
(#1)
Old
Sultan Sulman Sultan Sulman is offline
 


Posts: 22
My Photos: ()
Country:
Join Date: Jan 2014
Gender: Male
Salam بدعت کیا ہے؟ - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   01-24-2014, 08:22 PM

"BIDDAT KI TAREEF"

Koi bhi kaam neki samaj kar sawaab ki niyyat se kiya jaye, jiske karne ka hukm, na Allah ke kalaam yani quran-e-kareem me maujood ho, na Nabi(saw) ki Sunnat yani Hadees-e-Mubaraka me maujood ho aur na hi Sahaba(ra) ke tarikhe me maujood ho, usko BIDDAT kehte hai.

Wo Biddat-e-Muqaffirat yani jo BIDDAT, insan ko KUFAR tak le jati hai ya Biddat-e-Ghair Muqaffirat ho, koi bhi BIDDAT ho, isko karne wale ko JAHANNAM me le jati hai.

Har wo amal jise neki samaj kar sawab ki niyyat se kiya jaye, jiske karne ka saboot shariyat me maujud nahi, wo BIDDAT keh lata hai.

Yaad rahe ke shariyat wo hai jo sirf Allah ka Quran aur Aap(saw) ka farman hai, jis par sahaba(ra) ne amal kiya aur Allah unse raazi ho gaya aur wo Allah se raazi ho gaye.

Agar Allah ko raazi karna ho toh shariyat par utna amal karo aur wo raasta apnao jo Aap(saw) aur Sahaba ka raata hai, yani SALAF ka raasta.

Aap(saw) ne farmaya: jisne Hamare is DEEN me apni taraf se koi nayi cheez paida ki, jo is me se nahi hai toh wo MARDOOD hai (yani wo DEEN se kharij hai), har nayi cheez (jo DEEN me paida ho) BIDDAT hai aur har BIDDAT, gumrahi hai aur har gumrahi, JAHANNAM me lee jaati hai.
>Bukhari-2696, Muslim-1718,
Nasai-3/188

BIDDAT jo hai, ye SHIRK ke baad sab se boori aur qhatarnaak hai. SHIRK aur BIDDAT se bacho aur TAWHEED aur SUNNAT ka ilm hasil karo.

Aap(saw) ne farmaya: jisne BIDDATI ka saath diya (uski izzat ki), usne DEEN ko giraa ne me madad ki (usne ISLAM ko gira diya).
>Baihaqi

Aap(saw) ne farmaya: jisne BIDDATI ko PANAH di, us par Allah ki LAANAT barasti hai.
>Muslim-4876

Aap(saw) ne farmaya: Allah BIDDATI ki namaz, roza, haj, zakat, kisi bhi amal ko kabool nahi karta.
>ibn Majah-49

Aap(saw) ne farmaya: Allah BIDDATI se tauba ki taufeeq cheen leta hai.
>Tabrani

Yani usko tauba ka mauka hi hasil nahi hota, kyu ke wo in BIDDATO ko neki samaj kar, kar raha hota hai, wo mar te dam tak tauba nahi karta, isliye tamam BIDDATO se bacho

 

Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
Post New Thread  Reply

Bookmarks

Tags
بدعت, کیا, ہے؟


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
بدعت کا مطلب کیا ہے.؟ Anjani Larki Say For Islam 4 11-02-2013 10:14 PM
کس بات کی خوشی منا رہے ہو بھائیو؟؟؟؟ (‘“*JiĢäR*”’) Political Issues Of Pakistan 8 01-26-2013 12:04 PM
}}}} کیا اپ بی اردو میں لکھنا چاہتے ہو ؟؟؟{{{ Rania Share Good Websites 5 01-25-2012 02:37 PM
اے خدا! کب وہ عید آئے گی؟؟؟ [email protected]!L Members Poetry Collections 3 10-15-2011 11:16 AM
جب رمضان کا پہلا دن آتا ہے تو کیا ہوتا ہے؟؟؟ ROSE Ramdan Ul Mubarak 0 07-27-2011 12:15 PM


All times are GMT +5. The time now is 11:29 AM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG