کل نفس زائقتہ الموت - MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

link| link| link| link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link | link |
MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community » Islam » Islamic Issues And Topics » کل نفس زائقتہ الموت
Islamic Issues And Topics !!! Post Islamic Issues And Topics Here !!!

Advertisement
Post New Thread  Reply
 
Thread Tools Display Modes
(#1)
Old
Z_Zealous Z_Zealous is offline
 


Posts: 465
My Photos: ()
Country:
Join Date: May 2012
Location: My Own House in Karachi
Gender: Male
Islam کل نفس زائقتہ الموت - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   09-29-2012, 01:13 AM



Har ek ko Mout ka Maza Chakhna he. Be shak Mout Bar Haq he agar Mout se koi bach pata to wo
Nabi Kareem Sallallao Alaehe Waalehi Wasallam ki Zaat hoti...


Jab ka Irada hua k Nabi Kareem Sallallao Alaehe Waalehi Wasallam ko dunya se parda farma k apne pas bulaya jae to ne Jabrail Alehe-Salam ko aur Mout k farishte ko bheja aur kaha jao mere MEhboob (Sallallao Alaehe Waalehi Wasallam) ko mera Pegham dedo Bolo ne aap ko apne pas bulane ka Irada kar lia he agar aap ki Ijazat ho to hum aap ki Rooh Mubarik Qabz karen? aur agar mera Mehbood Ijazat dede to to Rooh Qabz kar lena warna wapis ajana... A Aehle-Emaan sun lo kiis Nabi ko ye Buland maqam hasil nhi he kisi bhi nabi ki rooh qabz karne se pehale us nabi se Ijazat nhi mangi gai ye maqaam ne sirf Nabi Kareem Sallallao Alaehe Waalehi Wasallam ko hi ata kia he ... Chunacha

Ap (Sallallao Alaehe Waalehi Wasallam) ne us time apni Ummat ko yad kia aur :allah se farmaya k A mere :allah mere bad meri Ummat ka kia hoga ? to ne farmaya A mere mehboob me aap ki Ummat ko kabhi ghamgeen nhi hone donga aur jab tak ata karta rahonga jab tak aap Razi na ho jaen...


Phir Rasool ALLAH (Sallallao Alaehe Waalehi Wasallam) ne Rooh qabz karne ki Ijazat dedi...

To batana ye maqsood tha k mout ka maza sub ko chakna he koi is se mo nhi mor sakta

ye jo mene upper itni sari baten bayan ki hen is ka mene hawala nhi dia is time mere zehen me nhi he lakin muje umeed he k aap sub ka is pe Emaan hoga Q ap sub ki maloomat mujse ziada he lakin INSHA ALLAH me next time Full Proof k sath ye Hadees ko Complete bayan karonga..

se Dua he mene jo kuch is me galti ki he lafzon ki aur jo bi galti ki he muje maaf kare aur hum sub ko Yum-e-Akhrat ki fikar karne ki taqat de ...


 

Reply With Quote Share on facebook
Sponsored Links
(#2)
Old
AYAZ AYAZ is offline
 


Posts: 12,370
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Location: Karachi
Gender: Male
Default Re: کل نفس زائقتہ الموت - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   09-29-2012, 12:55 PM

Jazak ALLAH zohaib, Mout ka maza har nafs ko chakna hie chaiey wo kitna hi ameer kyon na ho aur chaiye wo kitna hi ghareeb kyon na ho har wo cheez jis mei jaan hai ek din khatum hojani hie . Har ek jawani jis per insaan ko naaz hie dhal jani hie. Zindagi bas itni hai ke yaha sans rukey aur waha dum nikal jaiye. Insaan dunya ke kaamo mei magan rehta hie kabhi nahi souchta ke ager sirf 5 mints ke liye sans na aiye tou jo aus nie kara wo dunya mei hi reh jana hie sirf amaal kaam aney hei agey ke liye.

ALLAH paak hum sub ko naik amaal karney ki taufeeq dei Ameen Suma Ameen

 

(#3)
Old
Z_Zealous Z_Zealous is offline
 


Posts: 465
My Photos: ()
Country:
Join Date: May 2012
Location: My Own House in Karachi
Gender: Male
flower Re: کل نفس زائقتہ الموت - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   09-29-2012, 01:25 PM

Quote:
Originally Posted by AYAZ View Post
Jazak ALLAH zohaib, Mout ka maza har nafs ko chakna hie chaiey wo kitna hi ameer kyon na ho aur chaiye wo kitna hi ghareeb kyon na ho har wo cheez jis mei jaan hai ek din khatum hojani hie . Har ek jawani jis per insaan ko naaz hie dhal jani hie. Zindagi bas itni hai ke yaha sans rukey aur waha dum nikal jaiye. Insaan dunya ke kaamo mei magan rehta hie kabhi nahi souchta ke ager sirf 5 mints ke liye sans na aiye tou jo aus nie kara wo dunya mei hi reh jana hie sirf amaal kaam aney hei agey ke liye.

ALLAH paak hum sub ko naik amaal karney ki taufeeq dei Ameen Suma Ameen
AYAZ bhai thnx 4 incourage me INSHA ALLHA is type ki Post banata rahonga ap sub apni apni Ray ka Izhar kar diya karen take mera sahi aur galat pata chalta rahe ... bro Be shak jo kuch aap ne kaha wo sub such he thnx...

 

(#4)
Old
ĶįňĢ őf ĻōVęŘ ĶįňĢ őf ĻōVęŘ is offline
 


Posts: 4,333
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: May 2012
Location: Lahore
Gender: Male
Default Re: کل نفس زائقتہ الموت - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   09-29-2012, 01:57 PM


Great yar..... very nice,

 

(#5)
Old
life life is offline
 


Posts: 32,565
My Photos: ()
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2008
Gender: Female
Default Re: کل نفس زائقتہ الموت - >>   Show Printable Version  Show Printable Version   Email this Page  Email this Page   09-30-2012, 12:29 AM

Jazak ALLAH khair

 

Post New Thread  Reply

Bookmarks

Tags
نفس, کل


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
فاسٹ فوڈ کا زیادہ استعمال آپ کی ذہانت پر من ROSE Health & Care 5 06-02-2013 11:02 PM
فاقہ، تنگ دستی اور ملبوسات میں تھوڑی چیزو life Quran 34 10-31-2012 03:36 PM
اللہ کسی شخص کو اس کی طاقت سے زیادہ تکلیف نہ&# ROSE Quran 4 07-08-2012 04:13 PM
اللہ کسی شخص کو اس کی طاقت سے زیادہ تکلیف نہ&# ROSE Quran 7 01-23-2012 05:20 AM
اگر اللہ تمہیں کسی قسم کی کوئی تکلیف پہنچا ROSE Islamic Issues And Topics 1 04-30-2010 07:37 PM


All times are GMT +5. The time now is 02:22 AM.
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.

All the logos and copyrights are the property of their respective owners. All stuff found on this site is posted by members / users and displayed here as they are believed to be in the "public domain". If you are the rightful owner of any content posted here, and object to them being displayed, please contact us and it will be removed promptly.

Nav Item BG