main aur meri bekhudi ab teray naam hay,
meri tamaam zindagi ab teray naam hay.
socha tha zindagi ka safar tanha karain gay,
iss zindagi ki har khushi ab teray naam hay.
[SIGPIC][/SIGPIC]
:
Jin Shaamon main Tujhe Bhoolna Chahen,
Wohi Raatain azaab Hoti hain: