|
|
|
Posts: 353
Country:
Star Sign:
Join Date: Aug 2013
Location: multan
Gender:
|
|
Ek chadar ko rah-e-mehbob main bicha dena
Main mar jaon to usay mera kafan bana dena
Boht roey ga mujhy dekh dekh kar wo shakhs
Is liye dair na lagana mujhey jaldi dafna dena
Lagana aik poda meri qabar key serhanay
Meray yar k anso osko pila dena
Agar bohat roye meri qabar par wo aa kar
To nikalna mujhe or UssY dafna dena
.
Or kehna
.
.
ly tu mar ja, sadi khair ay: mrna v haram keeta hoya ay –
hahahahaha
|