salamz plz mujhay ye bta dai k signature kaisay decorate hogi kiu k meri signature main sirf ek pic aati hai avatar nai aarha to plz ayaz bhai ye bhi images upload krna ki tarha smjha dain thanx
[SIGPIC][/SIGPIC]
~~KING~~
Ek ajeeb sa manzar nazar aata hai,
Har ek qatra samandar nazara aata hai,
Kahan banaaon main ghar sheeshey se,
Har kisi ke hath mein pathar nazar aata hai..
Last edited by ~~KING~~; 06-18-2010 at 08:00 PM..