MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community

MeraForum Community.No 1 Pakistani Forum Community (http://www.MeraForum.Com/index.php)
-   Say For Islam (http://www.MeraForum.Com/forumdisplay.php?f=18)
-   -   Namaaz ki Ahmiyaat (http://www.MeraForum.Com/showthread.php?t=75014)

Credible KiRan 12-02-2011 06:03 PM

Namaaz ki Ahmiyaat
 
Apni Duniya Mai Mast Rehta THa Mai,

Mout Ki Fikar Na Karta Tha Mai,

Gunah Ko Gunah Na Samajhta Tha Mai,

Lazzatoon Ke Peechay Bhagta Tha Mai,

Dil Chahta Tha Ke Parhoon Namaz Mai,

Per Masjid Tak Jism Na Le Jata Tha Mai,

Duniya Ki Ronaq Mai Magan Tha Mai,

Waqt Dosti Mai Barbad Krta Tha Mai,

Phir Aik Din Achanak Andhera Chaya,

Aankh Khuli To Khud Ko Qabar Mai paya,

Phir Allah Ne Poocha Kia Le Kr Aaya?


Ghar Jaana CHaha Lekin Jaa Na Paya,

Qabar Ki Tanhai Ne Bohat Daraya,

Aawaz Di Apnoo Ko To Koi Naa Aaya.

Waqt Hai Sambhal Jaa,

Jo Gaya Wo Naa Aaya,

Nammaz Bohat Keemti Hai Nabi Ne Samjhaya.

Haadi 12-02-2011 08:14 PM

Re: Namaaz ki Ahmiyaat
 
Jazakallah

Credible KiRan 12-03-2011 02:08 PM

Re: Namaaz ki Ahmiyaat
 
thankss

AmannUmrah 04-01-2017 03:14 PM

Re: Namaaz ki Ahmiyaat
 
Yes you are absolutely right. Namaz bahut he qeemti cheez hay our islam ka sab say pehla rukan hay. Qayamat kay din sab say pehlay NAMAZ kay baray may pucha jayega. ALLAH PAK say dua hay k wo hamay 5 waqt namaz ka paband banaye. AMEEN

sairaiftikhar146 04-11-2017 03:06 PM

Re: Namaaz ki Ahmiyaat
 
Very nice post

PRINCE SHAAN 04-13-2017 09:24 AM

Re: Namaaz ki Ahmiyaat
 
Very nice post..................

Muntazir Nigahain 01-27-2023 08:24 PM

Re: Namaaz ki Ahmiyaat
 
Quote:

Originally Posted by Credible KiRan (Post 1331897)
Apni Duniya Mai Mast Rehta THa Mai,

Mout Ki Fikar Na Karta Tha Mai,

Gunah Ko Gunah Na Samajhta Tha Mai,

Lazzatoon Ke Peechay Bhagta Tha Mai,

Dil Chahta Tha Ke Parhoon Namaz Mai,

Per Masjid Tak Jism Na Le Jata Tha Mai,

Duniya Ki Ronaq Mai Magan Tha Mai,

Waqt Dosti Mai Barbad Krta Tha Mai,

Phir Aik Din Achanak Andhera Chaya,

Aankh Khuli To Khud Ko Qabar Mai paya,

Phir Allah Ne Poocha Kia Le Kr Aaya?


Ghar Jaana CHaha Lekin Jaa Na Paya,

Qabar Ki Tanhai Ne Bohat Daraya,

Aawaz Di Apnoo Ko To Koi Naa Aaya.

Waqt Hai Sambhal Jaa,

Jo Gaya Wo Naa Aaya,

Nammaz Bohat Keemti Hai Nabi Ne Samjhaya.

JazakAllah


All times are GMT +5. The time now is 07:33 AM.

Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.