woh apne ishq main kaisa kamaal rakhta hai
woh apne ishq main kaisa kamaal rakhta hai k be rukhi main bhi mere khayal rakhta hai jo aaj mera nahi kal mera huga k har zamana urooj-o-zawaal rakhta hai ajab nahi k jahan bhar ko bewafa samjhay nazar main meri wafa ki misaal rakhta hai meri uraan k agay hai kis kadar be bas yeh aasmaan jo sitaaron ka jaal rakhta hai muqabil saf-e-aadaad hai is tarhan Khawar k tabag rakhta hai aur na dhaal rakhta hai |
Nice one..
|
Good One
|
Re: woh apne ishq main kaisa kamaal rakhta hai
Nice...
T 4 S |
All times are GMT +5. The time now is 06:08 PM. |
Powered by vBulletin®
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.