Adeela
11-25-2012, 07:35 PM
Aik banda Aap (S.A.W) k pas aya or arz kia.
Main alam banna chahta hun .
Farmaya
Taqwa ikhtiyar karo aalam bn kaogay.
Arz kia
Izzat wala banna chahta hun .
Farmaya
Logon ki izzat karo.
Arz kiya
Acha admi banna chahta hun .
Farmaya
Logon ko nafa pohanchoo.
Arz kia
Taqatwar banna chahta hun
Farmaya
ALLAH pr tawakal kro.
Arz kia
ALLAH ka khas banna chahta hun
Framaya
Haram mat khao
Arz kiya
Gunahon me kami chahta hun
Farmaya
Astagfarr karoo..............
Main alam banna chahta hun .
Farmaya
Taqwa ikhtiyar karo aalam bn kaogay.
Arz kia
Izzat wala banna chahta hun .
Farmaya
Logon ki izzat karo.
Arz kiya
Acha admi banna chahta hun .
Farmaya
Logon ko nafa pohanchoo.
Arz kia
Taqatwar banna chahta hun
Farmaya
ALLAH pr tawakal kro.
Arz kia
ALLAH ka khas banna chahta hun
Framaya
Haram mat khao
Arz kiya
Gunahon me kami chahta hun
Farmaya
Astagfarr karoo..............